Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeUmeed (1962)
HomeUmeed (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab nigaahein mili sharm aayi khul na paayi zabaan unke aage ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain ek uljhi hui si tamanna dil me kuchh karwaten le rahi hain dil me kuchh karwaten le rahi hain unki baahon ka le le sahara itni himmat kahaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi hasraten aarzooyen umangen jaane kis raah par ja rahi thi jaane kis raah par ja rahi thi unko dekha to manzil samjh kar ruk gaya carvan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki dekh kar bezubaani humaari kaash wo jaan le baat dil ki kaash wo jaan le baat dil ki haath faila ke kuchh mangte hain apni tanhaiyaan unke aage humne chaaha magar keh na paaye pyaar ki daastaan unke aage jab
mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai meri zindagi mein tu hai mere paas kya kami hai jise ghum nahin fizaa ka wo bahaar tune di hai mere haal par huyi hai teri khaas meharbaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen tere husn ne dikhaayi mujhe bekhudi ki raahen ye haseen lab nasheele ye jhuki jhuki nighaahen teri zulf se uthi hai ye ghataaon ki jawaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se meri jaane zindgaani tere paas mera dil hai mere pyaar ki nishaani mujhe ishq hai tujhi se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humne Chaha Magar Keh Na Paaye Umeed (1962) 04:33 36586
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 04:33   Song Number : 36586   

Mujhe Ishq Hai Umeed (1962) 03:24 16085
 
Poster of Umeed (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Nanda
Duration : 03:24   Song Number : 16085